Showing posts with label Hindi Sad SMS. Show all posts
Showing posts with label Hindi Sad SMS. Show all posts

Bewafaai Shayari

कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गयी;
कभी याद आ कर उनकी जुदाई मार गयी;
बहुत टूट कर चाहा जिसको हमने;
आखिर में उनकी ही बेवफाई मार गयी।

Love Shayari in Hindi

सिर्फ इतना ही कहा है, प्यार है तुमसे;

जज्बातों की कोई नुमाईश नहीं की,


प्यार के बदले सिर्फ प्यार मांगती हूँ,


रिश्ते की तो कोई गुज़ारिश ही नहीं की।



Mujhe Usse Koi Shikayat Hi Nahi - Hindi SMS Shayari

Mujhe Usse Koi Shikayat Hi Nahi,
Shayad Hamari Kismat Me Chahat Hi Nahi.
Meri Taqdir Ko Likhkar Khuda Bhi Mukar Gya,
Puchha To Bola Ye Meri Likhawat Hi Nahi.


Kisiko Yun Rulaya - Hindi SMS Shayari

Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte,
Jhoote Khwab Kisiko Dikhaya Nahi Karte,
Agar Koi Aapki Zindagi Main Khaas Nahi Hai,
To Usse Reh-Reh Kar Ye Ehsaas Dilaya Nahi Karte…

Ishq to kehte hai rab ki - Hindi SMS Shayari

Ishq to kehte hai rab ki ibadat hai
kyu bhala izhaar se darte hai log
halaat ko kabu karne ko kehte hai
jab ki kisi ka nahi hai is dil pe zor…

Dil hi dil me kuch chupati - Hindi SMS Shayari

Dil hi dil me kuch chupati hai wo,
Yaado me aakar chain churati hai wo,
Khwabo me ik ehsas jaga rakha hai,
Band aankho me ashk banke tadpati hai wo…

Ye halat hamari ho gayi - Hindi SMS Shayari

Ye halat hamari ho gayi tumse milne ke baad
Zindagi pyari ho gayi hai tumse milne ke baad
Her cheez me ek ajab rang hai Mohabat ka
Her cheez pyari ho gayi hai tumse milne ke baad



Na jaane kyun mein - Hindi SMS Shayari

Na jaane kyun mein tujh se kuch zyada rootha karti hoon
teri doori seh jaaye is ke liye dil ko apne manaya karti hoon
kabhi to tujhe jaise bohot hi bura keh leti hoon per dost jab
teri dosti ki misaalein yaad aati hain tujhe duaein diya karti hoon

Mujhe uske pahlu mai - Hindi SMS Shayari

Mujhe uske pahlu mai aashiyana na mila
Uski zulfo ki chaon mai thikana na mila
Kah diya usne mujh ko bewafa
Jab mujhko chorne ka use koi bahana na mila

Thukra Ke Usne Mujhko - Hindi SMS Shayari

Thukra Ke Usne Mujhko; Kaha Ki Muskuraao,
Maine Hass Diya; Aakhir Sawal Uski Khushi Ka Tha,
Maine Khoya Woh Joh Mera Tha Hi Nahi,
Usne Khoya Woh Joh Sirf Uss Ka Tha..


Maut mangte hai to zindagi - Hindi SMS Shayari

Maut mangte hai to zindagi khafa ho jaati hai..
Zaher lete hai to wo bhi dawa ho jaati hai.
Tu he bata aye dost kya karun..
Jisko bhi chaha wo bewfa ho jati hai.



Koi Sahara Nahi Dua Ke Siwa - Hindi Shayari SMS

Koi Sahara Nahi Dua Ke Siwa,
Koi Sunta Nahi Khuda Ke Siwa,
Maine Bhi Zindagi Ko Qareeb Se Dekha Hai,
Mushkiloon Main Koi Saath Nahi Khuda Ke Siwa.

Hota Nahi Mehsoos Dard - Hindi Shayari SMS

Hota Nahi Mehsoos Dard Aaj Tere Zakhmoon Ka,
Kyun Aaj Teri Talwar Ki Dhaar Kam Hai,
Kuch De Aise Zakhm Zalim Aaj Mujko,
Kyun Lagta Hai Ki Aaj Tera Pyar Kam Hai.

Unse door jaane ka irada naa - Hindi Shayari SMS

Unse door jaane ka irada naa tha
Sada saath rehne ka wada bhi naa tha
Vo yaad nahi karega jante the hum
Par itni jaldi bhool jayega andaaza naa tha…!



Tere Her Dukh Ko Apna Bana - Hindi Shayari SMS

Tere Her Dukh Ko Apna Bana Lu,
Tere Har Ghum Ko Dil Se Laga Lu,
Mujhe Karni Aati Nahi Chori Warna,
Mai tere Aankho Se Har Aansu Chura Lu…



Kuch Baatain Hum - Hindi Shayari SMS

Kuch Baatain Hum se Suna Karo
Kuch Baatain Hum se Kiya Karo
Mujhe Dil Ki Baat Bata Daalo
Tum Hont Na Apne Siya Karo
Jo Baat Labon Tak Na Aaye
Wo Ankhon Se Keh Diya Karo
Kuch Baatain Kehna Mushkil Hai
Tum Chehre Se Padh Liya Karo
Jab Tanha Tanha Hote Ho
Aawaz Mujhe Tum Diya Karo...

Kuch Rishte Anjane me hi - Hindi Shayari SMS

Kuch Rishte Anjane me hi ho Jaate hain,
Pehle Dil fir Zindagi se jur jaate hain,
Kehte hain us Dour ko Pyaar,
Jisme log Zindagi se bhi pyaare ho jaate hain

Surat hamari dekh li unhone dil - Hindi Shayari SMS

Surat hamari dekh li unhone dil hamara dekh na sake..
khushi hamari dekh li unhone gum hamare dekh na sake..
pyar ham se kar liya unhone kadar hamari kar na sake..
hansi humari dekh li unhonea ansu hamare dekh na sake..
bewafa hume kehne lage wo chahat hamari dekh na sake..
khwab samjhker bhul gaye hame mohobbat hamari dekh na sake..



Duniya ko is ka chehrah dhikhana - Hindi Shayari SMS

Duniya ko is ka chehrah dhikhana padha mujhe,
pardah jo darmiyaan tha haathana padha mujhe,
ruswaiyon ka khauf se mehfil mein aaj,
phir is bewafa se haath milana padha mujhe..



Pyaar ki anokhi murat ho - Hindi Shayari SMS

Pyaar ki anokhi murat ho tum,
Zindagi ki ek jarurat ho tum,
Phool to khubsurat hote hi hain,
Par phoolon se bhi jyada khubsurat ho tum...