Unse door jaane ka irada naa - Hindi Shayari SMS

Unse door jaane ka irada naa tha
Sada saath rehne ka wada bhi naa tha
Vo yaad nahi karega jante the hum
Par itni jaldi bhool jayega andaaza naa tha…!



No comments:

Post a Comment