Showing posts with label Hindi Bewafa SMS. Show all posts
Showing posts with label Hindi Bewafa SMS. Show all posts

Bewafaai Shayari

कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गयी;
कभी याद आ कर उनकी जुदाई मार गयी;
बहुत टूट कर चाहा जिसको हमने;
आखिर में उनकी ही बेवफाई मार गयी।

Love Shayari in Hindi

सिर्फ इतना ही कहा है, प्यार है तुमसे;

जज्बातों की कोई नुमाईश नहीं की,


प्यार के बदले सिर्फ प्यार मांगती हूँ,


रिश्ते की तो कोई गुज़ारिश ही नहीं की।



Khuda agar meri aakhri khwahish pooche - Hindi SMS Shayari

Khuda agar meri aakhri khwahish pooche
To teri hansi maang loon
Akhari dua pooche
To tere liye khushi mang loon
Dubara janam de
To pahle main tera pyar mang loon.


APNI TO JINDGI KEE AJEEB KAHANI HAI - Hindi SMS Shayari

APNI TO JINDGI KEE AJEEB KAHANI HAI,
 JIS CHEEJ KO CHAHAA WO HEE BEGAANI HAI,
HASTAY BHI HAI TO DUNIYA KO HASANAY K LIYE,
 VARNA DUNIYA DUB JAY ANKHO MAI ITNA PANI HAI.

Kisi Ki Chahat per Dill se Amal Karna - Hindi SMS Shayari

Kisi Ki Chahat per Dill se Amal Karna
Dill Tute na Unka Itni Fiker Karna
Ye Jindgi Khas Hai Sabke Liye......!!!
Per Aap Jinke Liye Khass Hai Unki Kadar Karna


Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jau - Hindi SMS Shayari

Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jau,
Aitraaz na ho agar to tera dil chura le jau,
Na behne du kabhi in aakho se aansu,
Tu kahe to tere saare sitam sah jaoo.

Hasta hua rakhu tere labo ko hamesha,
Chhu kar jinhe woh pyaari muskaan de jaoo,
Dil se laga ke rakhu tumhe,
mann to karta hai tujhme kho jau.

sunta hi rahu tumhari dhadkano ko,
aur apne dil ki har baat kah jau,
gum ko kabhi kareeb na aane du,
aur tumhe zindage ki khushiya tamaam de jau..


Na jeene ki khushi na marne ka gham - Hindi SMS Shayari

Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Bas tumse milne ki dua karte hai hum,
Jeete hain iss aas par k 1 din tum aaoge,
Marte isliye nahi kyuki tum akele reh jaaoge..!!

Sab kuch hai mere pas par dil ki dawa nahi - Hindi SMS Shayari

Sab kuch hai mere pas par dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hai par main khafa nahi,
Malum hai ab bhi pyar karta hy mujhse,
Wo thora sa ziddi hai.magar bewafa nahi.



Lafaz wahi hai, mayne badal gaye hai - Hindi SMS Shayari

Lafaz wahi hai, mayne badal gaye hai,
Kirdar wahi, afsane badal gaye hai,
Uljhi zindagi ko suljhate suljhate,
Zindagi Jine k bahane badal gaye..


Na jane wo kon tera habib hoga - Hindi SMS Shayari

Na jane wo kon tera habib hoga
tere hatho me jiska nasib hoga,
koi tumhe chahe ye koi badi baat nahi,
lekin tum jisko chaho, khushnasib hoga


Sapno ka ab nigah se manzar sametiye - Hindi SMS Shayari

Sapno ka ab nigah se manzar sametiye,
Suraj ki ankh khul gai, bistar sametiye,
Jabse gaye hai aap, bikhar sa gaya hu mai,
Kho jaunga hawao me, akar sametiye,
De dejiyega baad me auro ko machvira,
Philhal apna girta hua ghar sametiye,
Phoolon ki baat samjhe, kha hai wo dewta?
Ye danavo ka dour hai, pathar sametiye..!!


Kyo kisi se itna pyar ho jata hai - Hindi SMS Shayari

Kyo kisi se itna pyar ho jata hai,
ek pal ka intzar bhi dushwar ho jata hai,
lagne lagte hai apne bhi praye,
aur ek ajnabi par aitbar ho jata hai..


Phool bankar muskrana zindagi hai - Hindi SMS Shayari

Phool bankar muskrana zindagi hai…,
Muskara ke Gum bhulana zindagi hai…,
Milkar log khush hote hai to kya hua….,
Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai….,






Wafa ke badle bewafai - Hindi SMS Shayari

Wafa ke badle bewafai na diya karo
meri ummid thukra kar inkar na kiya karo
teri mohabat me hum sab kuch kho baithe
jaan chali jayegi imtehan na liya karo.



Pyar ki har rasam nibhai - Hindi SMS Shayari

Pyar ki har rasam nibhai thi maine,
Tumhe paane ke liye har kashti dubai thi maine,
Tumne kadar na jaani meri wafaon ki,
Tumhari chahat mein har khushi lutai thi maine..

Kya banane aaye the - Hindi SMS Shayari

Kya banane aaye the, kya bana baithe...
kahi mandir bana baithe kahi masjeed bana baithe...
hum se achhi to jaat hai pareendo ki...
kabhi mandir pe ja baithe ,kabhi masjeed pe ja baithe.



Koi rishta naya ya purana - Hindi Shayari SMS

Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
juda hona to qismat ki baat hai,
par judai ka matlab bhulana nahi hota



Woh aisi Sharth lagan - Hindi Shayari SMS

Woh aisi Sharth lagane lage..
Pyari si Ankhon ko meri Ankhon se ladane lage..
Hum shayad jit b jate
par palak humne tab jhapkayi..
jab unki palkon se Aansu aane lage.

Wo kehte hai dil pe - Hindi Shayari SMS

Wo kehte hai dil pe bharosa itna nahi karte,
Hum kehte hai mohabat me socha nahi karte,
Wo kehte hai nazro se door par dil ke paas hoon,
Humne kaha sapno se dil ko behlaya nahi karte…

Tere Gum Ko Apni - Hindi Shayari SMS

Tere Gum Ko Apni ROOH Me Utar Lu
Zindgi Teri Chahat Me SAWAAR Lu
Mulaqat Ho Tujh Se Kuch Is Tarah K
Tamam Umar Bus Ek Mulaqat Me Gujar Lu