Showing posts with label Hindi Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Hindi Love SMS. Show all posts

Hindi Romantic Shayari

तुम्हारी प्यारी सी नज़र अगर इधर नहीं होती,
नशे में चूर फ़िज़ा इस कदर नहीं होती,
तुम्हारे आने तलक हम को होश रहता है,
फिर उसके बाद हमें कुछ ख़बर नहीं होती.


Love Shayari in Hindi

सिर्फ इतना ही कहा है, प्यार है तुमसे;

जज्बातों की कोई नुमाईश नहीं की,


प्यार के बदले सिर्फ प्यार मांगती हूँ,


रिश्ते की तो कोई गुज़ारिश ही नहीं की।



Khuda agar meri aakhri khwahish pooche - Hindi SMS Shayari

Khuda agar meri aakhri khwahish pooche
To teri hansi maang loon
Akhari dua pooche
To tere liye khushi mang loon
Dubara janam de
To pahle main tera pyar mang loon.


APNI TO JINDGI KEE AJEEB KAHANI HAI - Hindi SMS Shayari

APNI TO JINDGI KEE AJEEB KAHANI HAI,
 JIS CHEEJ KO CHAHAA WO HEE BEGAANI HAI,
HASTAY BHI HAI TO DUNIYA KO HASANAY K LIYE,
 VARNA DUNIYA DUB JAY ANKHO MAI ITNA PANI HAI.

Kisi Ki Chahat per Dill se Amal Karna - Hindi SMS Shayari

Kisi Ki Chahat per Dill se Amal Karna
Dill Tute na Unka Itni Fiker Karna
Ye Jindgi Khas Hai Sabke Liye......!!!
Per Aap Jinke Liye Khass Hai Unki Kadar Karna


Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jau - Hindi SMS Shayari

Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jau,
Aitraaz na ho agar to tera dil chura le jau,
Na behne du kabhi in aakho se aansu,
Tu kahe to tere saare sitam sah jaoo.

Hasta hua rakhu tere labo ko hamesha,
Chhu kar jinhe woh pyaari muskaan de jaoo,
Dil se laga ke rakhu tumhe,
mann to karta hai tujhme kho jau.

sunta hi rahu tumhari dhadkano ko,
aur apne dil ki har baat kah jau,
gum ko kabhi kareeb na aane du,
aur tumhe zindage ki khushiya tamaam de jau..


Na jeene ki khushi na marne ka gham - Hindi SMS Shayari

Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Bas tumse milne ki dua karte hai hum,
Jeete hain iss aas par k 1 din tum aaoge,
Marte isliye nahi kyuki tum akele reh jaaoge..!!

Sab kuch hai mere pas par dil ki dawa nahi - Hindi SMS Shayari

Sab kuch hai mere pas par dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hai par main khafa nahi,
Malum hai ab bhi pyar karta hy mujhse,
Wo thora sa ziddi hai.magar bewafa nahi.



Lafaz wahi hai, mayne badal gaye hai - Hindi SMS Shayari

Lafaz wahi hai, mayne badal gaye hai,
Kirdar wahi, afsane badal gaye hai,
Uljhi zindagi ko suljhate suljhate,
Zindagi Jine k bahane badal gaye..


Na jane wo kon tera habib hoga - Hindi SMS Shayari

Na jane wo kon tera habib hoga
tere hatho me jiska nasib hoga,
koi tumhe chahe ye koi badi baat nahi,
lekin tum jisko chaho, khushnasib hoga


Sapno ka ab nigah se manzar sametiye - Hindi SMS Shayari

Sapno ka ab nigah se manzar sametiye,
Suraj ki ankh khul gai, bistar sametiye,
Jabse gaye hai aap, bikhar sa gaya hu mai,
Kho jaunga hawao me, akar sametiye,
De dejiyega baad me auro ko machvira,
Philhal apna girta hua ghar sametiye,
Phoolon ki baat samjhe, kha hai wo dewta?
Ye danavo ka dour hai, pathar sametiye..!!


Kyo kisi se itna pyar ho jata hai - Hindi SMS Shayari

Kyo kisi se itna pyar ho jata hai,
ek pal ka intzar bhi dushwar ho jata hai,
lagne lagte hai apne bhi praye,
aur ek ajnabi par aitbar ho jata hai..


Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachaye - Hindi SMS Shayari

Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachaye
Humein to gum hi hain raas aaye
Mohabbat ka yeh ajab dastoor dekha
Ussi ki jeet hai……jo haar jaaye…


Ulfat Ka Jab Kisine Liya Naam Ro Pade - Hindi SMS Shayari

Ulfat Ka Jab Kisine Liya Naam Ro Pade,
Apni Wafa Ka Soch Ke Anjaam Ro Pade,

Har Shaam Ye Sawal Mohabbat Se Kya Mila,
Har Shaam Ye Jawab Ke Har Shaam Ro Pade,

Raah-E-Wafa Mein Humko Khushi Ki Talash Thi,
Do Kadam Hi Cahle The Ke Har Kadam Ro Pade,

Rona Naseeb Mein Hai To Auron Se Kya Gila,
Apne Hi Sar Liya Koi Ilzaam Ro Pade ...!!!


Na Zikar Karo Meri Ada Ke Baare Me - Hindi SMS Shayari

Na Zikar Karo Meri Ada Ke Baare Me .
Hum Bhi Jante Hain Sab Kuch Wafa Ke Baare Me .
Suna Hai Wo Bhi Mohabbat Ka Shauq Rakhte Hain .
Jinhe Khabar Hi Nahi Kuch wafa ke baare me.


Gar Jo Dil Ki Suno To Haar Jaoge - Hindi SMS Shayari

Gar Jo Dil Ki Suno To Haar Jaoge,
Hum Jaisa Pyaar Phir Kaha Se Paoge,
Jaan Dene Ki Baat To Har Koi Karta Hai,
Zindgi Banane Wala Kaha Se Laoge,
Jo Ek Nazar Dekhoge Hume,
Har Taraf Humko Hi Paoge,
Yakeen Apni Chaaht Ka Itna Hai Mujhe,
Meri Aankhon Mein Jhankoge Aur Laut Aaoge,
Meri Yaadon Ke Samundar Mein Jo Doob Gaye Tum,
Kahin Jana Bhi Chahoge To Ja Nahi Paoge.


Nikla tha gher se khudkushi - Hindi SMS Shayari

Nikla tha gher se khudkushi ka irada karke,
Jab unhe maloom hua to daud kar aye,
Jo ate na the kabhi wade mutabik,
Wo sub rasme sub kasme tod kar aye…

Dard Hota Hai Magar Shikwa - Hindi SMS Shayari

Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte
Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte
Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqe’ Ki
Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte…


K Mohhabat Ek Ehsason Ki - Dr. Kumar Vishwas - Hindi SMS Shayari

K Mohhabat Ek Ehsason Ki Pavan Si Kahani Hai
Kabhi Kabira Deewana Tha Kabhi Meera Deewani Hai
Yahan Sab Log Kehte Hain Meri Aakhon Mein Aansu Hai
Jo Tu Samjhe To Moti Hai Jo Na Samjhe To Pani Hai

-Dr. Kumar Vishwas

Ishq to kehte hai rab ki - Hindi SMS Shayari

Ishq to kehte hai rab ki ibadat hai
kyu bhala izhaar se darte hai log
halaat ko kabu karne ko kehte hai
jab ki kisi ka nahi hai is dil pe zor…