Showing posts with label Hindi Romantic SMS. Show all posts
Showing posts with label Hindi Romantic SMS. Show all posts

Hindi Romantic Shayari

तुम्हारी प्यारी सी नज़र अगर इधर नहीं होती,
नशे में चूर फ़िज़ा इस कदर नहीं होती,
तुम्हारे आने तलक हम को होश रहता है,
फिर उसके बाद हमें कुछ ख़बर नहीं होती.


Wafa ke badle bewafai - Hindi SMS Shayari

Wafa ke badle bewafai na diya karo
meri ummid thukra kar inkar na kiya karo
teri mohabat me hum sab kuch kho baithe
jaan chali jayegi imtehan na liya karo.



Pyar ki har rasam nibhai - Hindi SMS Shayari

Pyar ki har rasam nibhai thi maine,
Tumhe paane ke liye har kashti dubai thi maine,
Tumne kadar na jaani meri wafaon ki,
Tumhari chahat mein har khushi lutai thi maine..

Kya banane aaye the - Hindi SMS Shayari

Kya banane aaye the, kya bana baithe...
kahi mandir bana baithe kahi masjeed bana baithe...
hum se achhi to jaat hai pareendo ki...
kabhi mandir pe ja baithe ,kabhi masjeed pe ja baithe.



Koi rishta naya ya purana - Hindi Shayari SMS

Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
juda hona to qismat ki baat hai,
par judai ka matlab bhulana nahi hota



Woh aisi Sharth lagan - Hindi Shayari SMS

Woh aisi Sharth lagane lage..
Pyari si Ankhon ko meri Ankhon se ladane lage..
Hum shayad jit b jate
par palak humne tab jhapkayi..
jab unki palkon se Aansu aane lage.

Wo kehte hai dil pe - Hindi Shayari SMS

Wo kehte hai dil pe bharosa itna nahi karte,
Hum kehte hai mohabat me socha nahi karte,
Wo kehte hai nazro se door par dil ke paas hoon,
Humne kaha sapno se dil ko behlaya nahi karte…

Tere Gum Ko Apni - Hindi Shayari SMS

Tere Gum Ko Apni ROOH Me Utar Lu
Zindgi Teri Chahat Me SAWAAR Lu
Mulaqat Ho Tujh Se Kuch Is Tarah K
Tamam Umar Bus Ek Mulaqat Me Gujar Lu

Gar Jo Dil Ki Suno - Hindi Shayari SMS

Gar Jo Dil Ki Suno To Haar Jaoge,
Hum Jaisa Pyaar Phir Kaha Se Paoge,
Jaan Dene Ki Baat To Har Koi Karta Hai,
Zindgi Banane Wala Kaha Se Laoge,
Jo Ek Nazar Dekhoge Hume,
Har Taraf Humko Hi Paoge,
Yakeen Apni Chaaht Ka Itna Hai Mujhe,
Meri Aankhon Mein Jhankoge Aur Laut Aaoge,
Meri Yaadon Ke Samundar Mein Jo Doob Gaye Tum,
Kahin Jana Bhi Chahoge To Ja Nahi Paoge.


Wo kehte hai dil pe - Hindi Shayari SMS

Wo kehte hai dil pe bharosa itna nahi karte,
Hum kehte hai mohabat me socha nahi karte,
Wo kehte hai nazro se door par dil ke paas hoon,
Humne kaha sapno se dil ko behlaya nahi karte…

Tere Gum Ko Apni - Hindi Shayari SMS

Tere Gum Ko Apni ROOH Me Utar Lu
Zindgi Teri Chahat Me SAWAAR Lu
Mulaqat Ho Tujh Se Kuch Is Tarah K
Tamam Umar Bus Ek Mulaqat Me Gujar Lu



Koi rishta naya - Hindi Shayari SMS

Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
juda hona to qismat ki baat hai,
par judai ka matlab bhulana nahi hota…



Hum nahi jeet sake Unse.. - Hindi Shayari SMS

Hum nahi jeet sake Unse..
woh aisi Sharth lagane lage..
Pyari si Ankhon ko meri Ankhon se ladane lage..
Hum shayad jit b jate
par palak humne tab jhapkayi..
jab unki palkon se Aansu aane lage..



Najane Q wo humse Muskura - Hindi Shayari SMS

Najane Q wo humse Muskura k milte hai
Andar k sare gham chupa k milte hai..
Janti h Aankhe sach bol jati hai
Sayad isliye wo Nazar Jhuka k milte hai

Na janay tum pay itna - Hindi Shayari SMS

Na janay tum pay itna yaqeen kion hay?
Tera khayal bhi itna haseen kion hay??
Pyar ka dard meetha hota hay...
to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?

Apni Khushiya luta kar - Hindi Shayari SMS

Apni Khushiya luta kar use pe Kurban ho jau
Kash kuch din uske shehar main mehmaan ho jau
Woh apna nayab dil mujh ko de de aur fir wapas mange
Main Mukhar Jau aur Beimaan ho jau



Har SaPna Kisi Ka Pura Nahi Hota - Hindi Shayari SMS

Har SaPna Kisi Ka Pura Nahi Hota
Koi KisiKe"Bina Adhura Nahi Hota
Jo RoShan Karta He Sab Raato Ko
Wo Chand Bhi To Har Raat Pura Nahi Hota



Taaron me akela chaand jagmagata hai - Hindi Shayari SMS

Taaron me akela chaand jagmagata hai,
Muskilon me akela insaan hi dagmagata hai,
Kaanto se mat ghabrana mere dosto,
Kyuki kaanton me hi ek gulaab muskurata hai



Wafa ke badle bewafai - Hindi Shayari SMS

Wafa ke badle bewafai na diya karo
meri ummid thukra kar inkar na kiya karo
teri mohabat me hum sab kuch kho baithe
jaan chali jayegi imtehan na liya karo.



Kyu Ek Pal Bhi Tum - Hindi Shayari SMS

Kyu Ek Pal Bhi Tum Bin Raha Nhi Jata
Tumara Ek Dard Bhi Muzse Saha Nhi Jata
Kyu Itna Pyar Diya Hai Tumne,
Ki Tum Bin Muzse Jiya Nhi Jata..