Showing posts with label Hindi Wish SMS Shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Wish SMS Shayari. Show all posts

Wafa ke waday wo saray bhula gya chup chap - Hindi SMS Shayari

Wafa ke waday wo saray bhula gya chup chap.....
wo mere dil ki dewaren hilla gya chup chap.....

Na janay kon sa wo bad naseeb lamha tha....
jo gam ki aag main mujh ko jala gya chup chap....

Gam-e-hayat k taptay hoe bayaban main.....
hamen wo chor k chala gia chup chap......

Main jis ko chuta hon wo zakhm deta hai...
wo phool aisay chamann main khila gia chup chap....!!!

Na janay tum pay itna yaqeen kion hay - Hindi SMS Shayari

Na janay tum pay itna yaqeen kion hay?
Tera khayal bhi itna haseen kion hay??
Pyar ka dard meetha hota hay...
to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?

Makkar Sankrantri SMS Shayari in Hindi

Mithe Gud Main Mil Gaye Teel,
Udi Patang Aur Khil Gaye Dil,
Har Pal Khusiya Ho Aur Ho
Har Rishte Patang Ki Tarha Colorful...
Happy Uttarayan...