Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte
Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte
Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqe’ Ki
Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte…
Premika ke dil ki halt ka khoobsurat labjon main bayan kiya gaya hai, dard seh nahi pati hai per kisi se shikwa shikayat bhi nahi ker pati hai,kabhi taqdeer ko dosh to kabhi chahne walo dwara dua ki kami ka dukh. Mohterma ko meri salah hai"Ab na shikwa na shikayat kerna, Rehker khamosh mohhobbat kerna.Unko agar apna khuda mana hai to, Umer bhar unki ibadat kerna" Lekhak sunder shayri ke liye badhai ke pater hain, Ek virhan ki manodasha ka accha chiteran kiya hai.

ReplyDelete