Dil Ke Zhakhmo Ko Unse - Hindi Shayari SMS

Dil Ke Zhakhmo Ko Unse Chupana Pada,
Palke Bhigi Thi Par Muskurana Pada,
Kaise Ulte Hain Mobhabbat Ke Ye Riwaz ?
Ruthna Chahte The Par Unko Manana Pada.

कोई लम्हा न मुझे, अब सुकु देता है

कोई लम्हा न मुझे, अब सुकु देता है
रिश्ता हर एक, मेरा दर्द बढ़ा देता है
हमने तो निभाए दिल से हमेशा रिश्ते
जमाना तो रस्मों से काम चला लेता है
कोई तो हो लगाए, मेरे दिल पे मरहम
अब तो हरेक शक्स जख्म नया देता है


Apny SASUR ki ladli hun main - Hindi Shayari SMS

Apny SASUR ki ladli hun main,
SAASU MAA ki Aankh ka Taara hun main..
Apne husband ko bi Piyari hun main,
Ye Sab Batain hein dosto...!!
Filhal to "KUNWARI" hon main....!!!

Jhuki Hui Najron Se izhaar - Hindi Shayari SMS

Jhuki Hui Najron Se izhaar Kar Gaya Koi..
Hume Khud Se Be-Khabar Kar Gaya Koi..
Yun To Hontho Se Kaha Kuch Bhi Nahi..
Aankho Se Lafz Bayaa Kar Gaya Koi..