Kitna pyar diya use hamara khayal kuch b nahin - Hindi SMS Shayari

Kitna pyar diya use hamara khayal kuch b nahin,
Itni gehri chahat ka hasil-o-hisaal kuch b nahin,
woh hum se khafa thy to jaan nikal gayi thi hamari,
Hum unse khafa hain to unko malal kuch b nahi,


2 comments:

  1. "kya se kya ban gaya bewafa tere pyar main", "wafa jinse ki bewafa hogaye hain, wo wade mohobbat ke kya ho gaye hain" kuch is tarah ka bewafai ka jiker uprokt lines main lekhak ne kiya hai.punah shayar likhta hai ki wo humse khafa jan nikal gayi meri, hum unse khafa hai un ko kuch malal nahi.
    Ye ti wo hi bat huvi jo ek lelhak ne chand line likhi,"Koi unse puche itna to jake mila hai unhe kya hume yun rulake" is shyari main bhi lekhak apna andaj khoobsurati se bayan ker hi jata hai.

    ReplyDelete