Khule asma me zami ki baat na - Hindi Shayari SMS

Khule asma me zami ki baat na karo,
Ji lo zindagi khushi ki aas na karo
Takdeer badal jayegi apne aap hi,
Muskurana sikh lo wajah ki talash na karo..

No comments:

Post a Comment