Unki Mohabbat ke abhi - Hindi SMS Shayari

Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai

No comments:

Post a Comment