Har school me likha hota hai...

Har school me likha hota hai,
"Assol" torna mana hai...

Har Baag me likha hota hai,
"Phool" torna mana hai...

Har khel main likha hota hai,
"Rule" torna mana hai...

Kaash..!!

'Mohabbat' or 'Dosti' main bhi likha hota ke,
Kisi ka "Dil" torna mana hai ..!!



No comments:

Post a Comment