Aur bhi banti lakire dard ki shayad - Hindi Shayari SMS

Aur bhi banti lakire dard ki shayad kai,
Shukar hai tera khuda jo hath chota sa diya,
Tune jo bakhshi hamme bas chaar din ki zindagi,
Ya khuda acha kiya jo sath chota sa diya...

No comments:

Post a Comment