Kuch sochu to tera khayaal - Hindi Shayari SMS

Kuch sochu to tera khayaal aa jata hai
kuch bolu To tera naam aa jata hai
kab talak byan karun dil ki baat
har sans me ab tera ahsas aa jata hai...




1 comment:

  1. Prem main kya samrpan ki bhawna hai, "sauchu to tera khyaln Bolu to tera nam,kab tak bayan karu dil ki bat, her sans main tera ehsas" khoob surat sauch ko us se bhi sunder lafjon main piroya hai shayar ne, anytha aaj kal ki shayri sirf tuk bandi hoti hai, ek line ka agli line se koi sambandh hi nahi hota.

    ReplyDelete