Zindagi me kabhi pyar mat karna - Hindi Shayari SMS



Zindagi me kabhi pyar mat karna,
Hojaye to inkar mat karna,
Nibha sako to chalna usi ki rah par,
Warna kisi ki zindagi barbad mat karna......

1 comment:

  1. premika is tarah se pyar karne ya na karne ka apne mehboob se israr kerti hai,
    ki kabhi zindagi main pyar mat kerna karo to dhoka mat dena,"wafa jin se ki bewafa ho gaye hain wo wade mohobbat ke kya ho gaye hain, koi unse ja ke itna batade mila hai unhe kya hume yun rulake" is tarh kabhi bewafai mat kerna
    Pyar karo to dil ki gehrahiyon se saccha pyar kerna.Kuch is tarah mehboob ki khusi mai hi apni khusi samjhna,"Hum pyar ka sauda ker te hain ek bar, chahe mar janye chahe mit janye, Ishq tera aag hai hum us main jalte janyege maut ho ya zidagi hum sath jalte janyege, Hum toofan main dal ke kashti doob ke par uter jaye"

    ReplyDelete